anmol ki yaadein
- 130 Posts
- 9 Comments
Kyon yad aate ho itna hame ki jiya hi nahi jata ,
Itna pyar hum se kiya hi kyo ki ab raha hi nahi jata ,
Socha nahi tha bevafa ho jao gi ik din tum ,
Itna to bata do tum ne aysa kiya hi kyo ?
Tum ne to pyar ke mayne hi badal dey ,
Ja-ja-ja , tu hai kya kabhi samgogi hame ,
Jis ne her dua ko bad dua me badal diya .
…. anmol arora ….
Read Comments